Saajan Ghar Aaja Payal Dev Lyrics

Saajan Ghar Aaja Lyrics — Payal Dev

Song Details

Saajan Ghar Aaja Payal Dev Lyrics

Rasta bhi saaf hai
Khulaa hai darwaza
Mai to hun tayaar
Mere sajan ghar aa jaa

Sone ki jhanjhar
Paav mein pehni hai meri
Choodiyon ko bhee
Kuchh tumse kehni hai
[2X]

Tu aa bhee ja
Mere dildaar
Leke baith darwaza

Rasta bhi saaf hai
Khula hai darwaza
Main to hoon tayaar
Mere saajan ghar aa ja
[2X]

Lage na koi kaam
Hota hai mere hothon pe
Bas tera naam hota hai

O saiyya tere bina
Aisa haal hota hai
Jaise khaali pada
Koi jaam hota hai

Ab zameen se tarsa
Koi sar jaana
Sar jaana
Sar jaana
Sar jaana abhi
Chaand le dildaar
Leke band darwaza

Rasta bhi saaf hai
Khula hai darwaza aa ja
Main to hoon tayaar
Mere saajan ghar aa ja
[2X]

Saajan ghar aa ja
Saajan ghar aa ja

error: Content is protected !!