| Song | Akeli Laila |
| Artist | Payal Dev & Paradox |
| Album | Baaghi 4 [movie] |
| Written by | Danish Sabri |
| Produced by | Sajid Nadiadwala |
Akeli Laila Baaghi 4 Lyrics
laila, laila, laila
laila, laila, laila
jaadu tera
phaila, phaila, phaila
phaila, phaila, phaila
haan
laila, laila, laila
laila, laila, laila
jaadu tera
phaila, phaila, phaila
phaila, phaila, phaila
mere naam ka tattoo bana ke
purse mein photo chhupa ke
aage-peeche ghoome jaane
kitne deewane
lag rahe hain dekho saare
aashiq puraane
kaheen pe nigaahein hain
ji, kaheen pe nishaanein
ek hi toh dil hai mera,
gift mein kis-kis ko doon
majnuon ki bheed mein akeli laila
haaye…
ek hi toh dil hai mera,
gift mein kis-kis ko doon
majnuon ki bheed mein akeli laila
laila, laila, laila
laila, laila, laila
jaadu tera
phaila, phaila, phaila
phaila, phaila, phaila
haan
aafat, golaabaari thos, hilaawat
cola mein tola mentos, milaawat
ka-karti aakarshit qayaamat
drastic, fantastic, bombastic banawat
laga matt dhakke mein thak ke dikha matt
market mein waise hi bhaari giraawat
nakhre lada matt, puraani kahaavat
jo karta mohabbat, ni rеhta salaamat
bach ke nikalna hai sabki nazar se
phone aa rahе hain lagataar ghar se
sab bann rahe hain hero yahaan pe
gabbar bachaaye mujhe inke sheher se
main toh inke saamne
ghoonghat bhi apna na kholun
majnuon ki bheed mein akeli laila
arre o laila, kitne hero hain?
laila, laila, laila
laila, laila, laila
jaadu tera
phaila, phaila, phaila
phaila, phaila, phaila
haan
mere naam ka tattoo bana ke
purse mein photo chhupa ke
aage-peeche ghoome jaane
kitne deewane
lag rahe hain dekho saare
aashiq puraane
kaheen pe nigaahein hain
ji, kaheen pe nishaanein
ek hi toh dil hai mera
gift mein kis-kis ko du
majnuon ki bheed mein akeli laila
haaye, ek hi toh dil hai mera
gift mein kis-kis ko du
majnuon ki bheed mein akeli laila
laila, laila, laila
laila, laila, laila
jaadu tera
phaila, phaila, phaila
phaila, phaila, phaila
haan






