Bairiya Keshav Tyohar Lyrics

Bairiya Lyrics — Keshav Tyohar

Song Details

Bairiya Keshav Tyohar Lyrics

paas mere phir
teri nigahen
aake baithi hai kyun
jaane jaan tu
jaan ke sab kuch
jaan leti hai kyun

vo teri aadatein sabhi
zehn mein hai mere
aake baithi
tu jo bhi na kahe kabhi
vo bhi sunn leta
mera tha jiya

na chahun aisi
yaadein, yaadein bairiya
na chahun aisi
yaadein bairiya
na chahun kaali
raatein, raatein bairiya
na chahun kaali raatein
na chahun aisi
yaadein, yaadein bairiya

karta raha
poora jamaana
na banna
tera deewana
par tune mujhko na
pehchana, pehchana

laakh martaa jawan
ya tujhko rijhaun
par ja tumse
haare, haare
haare, haare
apni takdeeron se
kyon hi ladta jaaun
bata de zara
deewana, deewana, deewana

tere deewane ko na
tu aise gawana
gawana, gawana, gawana

o teri aadatein sabhi
zehn mein hai mere
aake baithi
tu jo bhi na kahe kabhi
vo bhi sunn leta
mera tha jiya

na chahun aisi
yaadein, yaadein bairiya
na chahun aisi
yaadein bairiya
na chahun kaali
raatein, raatein bairiya
na chahun kaali raatein
na chahun aisi
yaadein, yaadein bairiya

na chahun kaali
raatein, raatein bairiya
na chahun kaali raatein