Hunkara Dev Negi & Amit Mishra Lyrics

Hunkara Lyrics — Dev Negi & Amit Mishra

Song Details

Hunkara Dev Negi & Amit Mishra Lyrics

ho…
jude to dharti se
chalte ho ambar thaam ke

hai…
tumhi se duniya mein
jalwe bharat ke naam ke

ho… tum…
jude to dharti se
chalte ho ambar thaam ke

haa… hai…
tumhi se duniya mein
jalwe bharat ke naam ke

nayak ho tum to hum sabke
hum sabka hai ek ye naara
jai ghosh tumhara jab goonja
tab jaan gaya jag saara

hind ne,
hunkara
hunkara
hunkara hai

hind ne,
hunkara
hunkara
hunkara hai

hind ne,
hunkara
hunkara
hunkara hai

hind ne,
hunkara
hunkara
hunkara hai

jin haathon se shaasan ka
ankush sambhaala hai
unse hi seva karte bhi ho
janata ka dukh
tumse behtar koi kya jaane
kyonki tum bhi
ek hum mein se hi ho
tum desh ko utne hi pyaare
ye jitna hai tumko pyaara
jai ghosh tumhara jab goonja
tab jaan gaya jag saara

hind ne,
hunkara
hunkara
hunkara hai

hind ne,
hunkara
hunkara
hunkara hai

hind ne,
hunkara
hunkara
hunkara hai

hind ne,
hunkara
hunkara
hunkara hai