| Song | More Saiyaan Re |
| Artist | Diamond (Feat. Suman Guha) |
| Album | More Saiyaan Re (single) |
| Written by | Jeet Rathi |
| Produced by | Desi Taddka Music |
More Saiyaan Re Diamond Lyrics
nain chhabile ho
nain chhabile ho
nain chhabile hosh udaaye
lagdi aa goli chal diye thaaye
dekh nashili aankhen hai
mere yaar ki
chaal bhi uski sabse alag hai
hoon main baadal
to woh falak hai
aisi hai kahani mere yaar ki
baarish ke iss mausam mein
tum mujhko lubhaati ho
chahoon bachna jitna bhi main
utna bigaati ho
kya hai khyaal tere bhi
woh jo humne soche hain
kya taare hi gin ke
tum bhi palken giraati ho
kuch aise aati ho
aur keh ke jaati ho
arey more saiyaan re
re chhor de baiyaan re
kuch alag lag raha
kaise kho gayi
ve aaya na re
aur kehnda si sanam
tu sawan hai mera
mein barkha ho gayi
more saiyaan re
arey more saiyaan re
dekho zara aayi hawa
aur khushboo bhi teri beh rahi
barsaat hai par khaas hai
boonde bhi ye naam tera le rahi
maine hai suna
tu hai pari kisi khaas
jaga hi rehti hai
kya sochna aa mil zara
kyon fikr zamaane ki le rahi
haay haay haay
haay nakhre tere
lagde laajawab hai
hogi tu chaudhary badi
hum bhi to nawab hai
haay haay haay
haay nakhre tere
tu shayari hai jeet ki
main tujhko sunta hoon
hai gardish mein mere dil bade
par tujhko hi choomta hoon
tu hai dhun kisi jugnu ki
jo raat tum gaati ho
main leke woh dhun apni
raagon main bunta hoon
kahaye pal khaati ho
aur keh ke jaati ho
arey more saiyaan re
re chhor de baiyaan re
kuch alag lag raha
kaise kho gayi
ve aaya na re
aur kehnda si sanam
tu sawan hai mera
mein barkha ho gayi
arey more saiyaan re





