bandook-batte-bhandare-mein-diler-kharkiya-fiza-choudhary-lyrics

Bandook Batte Bhandare Mein Song Lyrics – Diler Kharkiya & Fiza Choudhary

Song Details

Bandook Batte Bhandare Mein Diler Kharkiya & Fiza Choudhary Lyrics

ho maar kaat macha di
chore tane kai jila mein
tere naam ka dar baitha
padya loga k dila mein

teri umar se yani sun madam
mhari galat se khani sun madam
bande mara chun-chun madam

ginti jali se 12 pe

bandook batte bandarya mein
mhara naam aave samachara mein
re bitar bhar ke chakkar lage
302 ki dhara mein

bandook batte bandarya mein
mhara naam aave samachara mein
re bitar bhar ke chakkar lage
302 ki dhara mein

bandook batte bandarya mein
mhara naam aave samachara mein
re bitar bhar ke chakkar lage
302 ki dhara mein

ye gadi ghode kade te jode
kaam nhi kuch karda tu
ho aran ne tane firee
batere kise pe na marda tu

yara ke ha yaar dekhle
ghar ki hai sarkar dekhle
rava range te bhar dekhle

ghuma kaali car’an mein

bandook batte bandarya mein
mhara naam aave samachara mein
re bitar bhar ke chakkar lage
302 ki dhara mein

re bhadke hanikarak soda na baitha hooke pe
ho yaar kharkiya tera banda marde mauke pe

dil ke ha diler bawli
jungle ke ha ser bawli
mint mein kar de dher bawli

bp 218 pe

bandook batte bandarya mein
mhara naam aave samachara mein
re bitar bhar ke chakkar lage
302 ki dhara mein

written by: Bhadak Singh