Bulaye Naina Hansika Pareek Lyrics

Bulaye Naina Lyrics — Hansika Pareek

Song Details

Bulaye Naina Hansika Pareek Lyrics

kyun ho gayi tumhari
tum pe nisaar saari
tumko hi maangti kyun

har aarzoo hamari
tum ho to har pal zaroori hai
tum jo nahi kya yahan
tum na to aankhen adhoori hai

sapne khare
aa bhi ja
re aa bhi ja
re aa re aa
bulaye naina
aa bhi ja
re aa bhi ja
re aa

kyun sataaye
kyun bhigaye
kyun pata
rulaaye naina
aa bhi ja
re aa bhi ja
re aa

baitho na paas tum
poocho na haal to zara
jao na chhodkar mahiya

aate ho yaad tum
tumko bhulaun kise taraha
ye kaise mod par la diya
mere zameen aasmano mein
tum jo nahi khamiya re
aankhon ke seele
makaanon mein
behte dhaare

aa bhi ja
re aa bhi ja re
aa re aa
bulaye naina
aa bhi ja
re aa bhi ja
re aa

kyun sataaye
kyun bhigaye
kyun bata
rulaaye naina
aa bhi ja
re aa bhi ja
re aa

kyun ho gayi tumhari
haa… haa…