Dariya Lyrics — Himonshu Parikh

Song Details

Dariya Himonshu Parikh Lyrics

Koi haseen sa bayaan
Lage mujhe mera jahaan
Dikha jo tu toh gumm kahan
Zameen meri aur aasmaan

Tu… Banke jawab aise jiska
Mein… Kaise sawal doon

Dariya ye dariya mein
Dil mera behke jaana ye
Kaise tunay kar diya yeh

Dariya ye dariya mein
Dil mera behke jaana ye
Kaise tunay kar diya yeh

Jazbaat tere naam ke
Hai saath mein jahan
Naya zara hai aaj yeh
Ahsas mein kahan
Naye se rang mein
Bhara hai aaj aasman
Khuli si hai hawa mein
Mein udd raha sa firu kahan

Tu… Banke jawab aise jiska
Mein… Kaise sawal doon

Dariya ye dariya mein
Dil mera behke jaana ye
Kaise tunay kar diya yeh

Dariya ye dariya mein
Dil mera behke jaana ye
Kaise tunay kar diya yeh

error: Content is protected !!