Fanaa Hua Mohit Chauhan Lyrics

Fanaa Hua Lyrics — Mohit Chauhan (From “Mannu Kya Karega”)

Song Details

Fanaa Hua Mohit Chauhan Lyrics

tujhse juda hoke
jeena adhoora hai
ab kis liye hum jiye…
ehsas hai mujhko
meri khata hai jo
tu hi bata kya karein…

tu hi hai jo mere
khwabon ki rangat hai
mere dil ko teri
bepanha zarurat hai

fanaa hua
tabha hua
jo tera na ho saka

main fanaa hua
tabha hua
jo tera na ho saka

dard jo dil mein hai mere
har pal mujhe rulaaye
ho gaya hu akela main
yaadein yeh dil se na jaaye

bhini, bhini
dabi, dabi
meethi, meethi si hansi
kyun lagta hai
mujh pe yun chadh rahi
banke nasha

tujhse juda hoke
jeena adhoora hai
ab kis liye hum jiye…
ehsas hai mujhko
meri khata hai jo
tu hi bata kya karein…

main fanaa hua
tabha hua
jo tera na ho saka

ek pal judaai
seh bhi na sake
jaane kyun lab mere
keh bhi na sake

main fanaa hua
tabha hua
jo tera na ho saka

main fanaa hua
tabha hua
jo tera na ho saka

error: Content is protected !!