Jaana Nahi Faheem Abdullah Lyrics

Jaana Nahi Lyrics — Faheem Abdullah

Song Details

Jaana Nahi Faheem Abdullah Lyrics

hum na sunenge ik bhi teri
bas ab aur bahaana nahin
tab tak jab tak main na kahun
uth ke kahin bhi jaana nahin
tab tak jab tak main na kahun
uth ke kahin bhi jaana nahin

ye raat baaki hai
abhi baat baaki hai

neend tujhe aa jaaye to
baahon mein so jaana yahin
tab tak jab tak main na kahun
uth ke kahin bhi jaana nahin
tab tak jab tak main na kahun
uth ke kahin bhi jaana nahin

aasmaan mein hain baadal thode se
ho rahe hain hum paagal thode se
aaj is raat mein bheege barsaat mein
dono ik saath mein o re piya
kuch mat bolo zulfien kholo
haath mein rakh do haath piya

zara paas to aao
meri pyaas bujhao

kehne laga hoon aaj main jo
jaa ke kisi ko batana nahin
tab tak jab tak main na kahun
uth ke kahin bhi jaana nahin
tab tak jab tak main na kahun
uth ke kahin bhi jaana nahin

paas yun aake saansen kaampe
gehri aankhen uff ye teri
laage mujhko choo kar tujhko
jaayegi haaye jaan meri
sau zid vaaroon tujhko sanvaaroon
chaand utaaroon tere liye
soona ghar hai kiska dar hai
hai tu yahan par mere liye

ho jaaye aa paagal
bekaabu hai saagar

rehna hai tere dil mein mujhe
mera koi aur thikaana nahin
tab tak jab tak main na kahun
uth ke kahin bhi jaana nahin
tab tak jab tak main na kahun
jaana nahin