Jiya Laage Na Aditya Rikhari & Shirley Setia Lyrics

Jiya Laage Na Lyrics — Aditya Rikhari & Shirley Setia

Song Details

Jiya Laage Na Aditya Rikhari & Shirley Setia Lyrics

Haa… aaa… aa…
aankhon ke panno pe likha
hai tera hi naam…
mitaaye na mite…
dekhu main jitni dafa
ab aaino…
mein bhi tu hi dikhe

khwaabon khyaalon mein teri
khushbue mahfooz hai aaj bhi
subah shaamon ke darmiyaan
bhi zikar tera hi mile

maine maanga hai
mazaaron mein
tujhko sitaaron se
pal bhar mil jaao to zara
dil ye toota hai pehle bhi
tukde hazaron mein hai
aakar sameto phir zara
zara ke jiya

laage na
laage na jiya
laage na
laage na jiya
laage na
laage na o piya
piya ke jiya

laage na
laage na jiya
laage na
laage na jiya
laage na
laage na o piya
piya ke jiya

laage na
laage na jiya
laage na
laage na jiya
laage na
laage na o piya
piya ke jiya

aye suno na
kaisi ye doori hai teri
mere darmiyaan
jaane ye kya majboori hai
kyun kehna baatein
jo kehni zaroori hai

tum suno na
teri baahon mein aakar ke
khud ko sula doon main
seene se lag jao zara

tum jo aadat si ho meri
kaise bhula doon mein
phir se dohraoon to zara
zara ke jiya

laage na
laage na jiya
laage na
laage na jiya
laage na
laage na o piya
piya ke jiya

laage na
laage na jiya
laage na
laage na jiya
laage na
laage na o piya
piya ke jiya

laage na
laage na jiya
laage na
laage na jiya
laage na
laage na o piya
piya ke jiya

error: Content is protected !!