Madhubala Aary Lyrics

Madhubala Lyrics — Aary (Feat. Yogita Bihani)

Song Details

Madhubala Aary Lyrics

Itihaas hai tu
Itni khaas hai tu
Kitabon ke panno mein
Pyare lafz hai tu
Tu rahe… sada…

Dil ki baatein sur mein gaate
Saala mann tu kyon hai itna behal
Abhi to thi yahan, par ab tu uske saath

Beeti baat hai tu
Beeti baat hai tu
Phir bhi jaane na tu
Sitaron ki chaadar pe
Soya chaand hai tu

Dil ki kaash hai tu
Kaash vo hoti yaar
Par uski baahon mein tu
Mere man ki filmon mein
Madhubala hai tu
Tu rahe… sada…

Dil ki baatein sur mein gaate
Saala mann tu kyon hai itna behal
Abhi to thi yahan, par ab tu uske saath

Mere khwaabon ke
Bade parde pe
Saare gaano mein
Haa…
Akele hum naache jagao na

Dil ki baatein sur mein gaate
Saala mann tu kyon hai itna behal
Abhi to thi yahan, par ab tu uske saath
Abhi to thi yahan, par ab tu uske saath