Main Na Raha Lyrics — Parth Srivastava (Feat. Nilima Lavand)

Main Na Raha Lyrics — Parth Srivastava (Feat. Nilima Lavand)

Song Details

Main Na Raha Parth Srivastava Lyrics

kaajal tera faile
to dukhta hai dil mera
toote tera sapna
jo toote ho jaise mera
zameen pe kahin
rehna mujhe hai nahi
afsos tha jo tha hua
ab na meri hai kami

kal shayad
main na raha
tumko yun chhod ke gaya
hoga na pyaar fir bhi kam
main mar gaya bhi to kya

kal shayad
main na raha
tumko yun chhod ke gaya
hoga na pyaar fir bhi kam
main mar gaya bhi to kya

ho… ho…
aaa… aaa…

aise hi tere sapno mein aakar
rahu main
aise hi apne kisse sunata
rahu main

jana to tha, ab kya pata
jo tha likha, wo hua
tere bina, dar na raha
jo bhi hua, chal hua

kal shayad
main na raha
tumko yun chhod ke gaya
hoga na pyaar fir bhi kam

kal shayad
main na raha
tumko yun chhod ke gaya
hoga na pyaar fir bhi kam
main mar gaya bhi to kya

ho… ho…
aaa… aaa…