Pyar Ki Kasam Ashwani Machal Lyrics

Pyar Ki Kasam Lyrics — Ashwani Machal (Feat. Riya Shah)

Song Details

Pyar Ki Kasam Ashwani Machal Lyrics

bol do
dil-a-khwahish humse
sanam qurbaat tumse
badh rahi hai
sharma ke tum
zara sa dekh lo
nawazish ye aankhein
kar rahi hai

tumhe meri mohabbat pe
haan itna to yakeen hoga
ki koi doosra humdum
na pehle tha na ab hoga

tera har gham mitane ki
guzaarish rab se
ke ab hum pehle se zyada
haan tum pe marr
rahe hain sanam

tere bin jee na paayenge
humein tere pyaar ki kasam

ke ab hum pehle se zyada
tum pe mar rahe hain sanam
tere bin jee na paayenge
humein tere pyaar ki kasam

sookh jaaye saare saawan
pyaar tum barsaate rehna
jab bhi saans bharunga
main haan
khushboo bankar
aate rehna

sookh jaaye saare saawan
pyaar tum barsaate rehna
jab bhi saans bharunga
main haan
khushboo bankar
aate rehna

zaroori to nahi hai ke
main tumse dur jaaunga
main chanda
aur sitaaro ka chura
ke noor launga
dua hai ek hi rab se
tumhe na koi bhi ho gham

ke ab hum pehle se zyada
tum pe mar rahe hain sanam
tere bin jee na paayenge
humein tere pyaar ki kasam