| Song | Raat Bhar |
| Artist | Aditya Rikhari & Payal Dev |
| Album | De De Pyaar De 2 (2025) |
| Written by | Kumaar |
| Produced by | Aditya Dev |
Raat Bhar Aditya Rikhari & Payal Dev Lyrics
main raat bhar
main raat bhar
jaga hu teri yaadon mein
tu ye bata yaad mein meri
tu bhi jagi na
ishq hua
jo dekha maine khud ko
teri aankhon mein
tu hi to hai
jo ghul gaya hai
mere saare khwabon mein
in baaton ne teri
chura li hai meri
ye neend aur
sukoon mera le liya
main raat bhar
main raat bhar
jaga hu teri yaadon mein
tu ye bata yaad mein meri
tu bhi jagi na
main raat bhar
main raat bhar
jaga hu teri yaadon mein
tu ye bata yaad mein meri
tu bhi jagi na
ishq hua
tera mukhda chann varga
takdi jawan mann kar da
raat nu ae
tang kar da
tang kar da ae
tang kar da ae
tang kar da
zor mera nayi chalda
ishq tera metal da
raat nu ae
tang kar da
tang kar da ae
tang kar da ae
tang kar da
tu sahi zamana ye galat sa lage
aisi bhi kisi ko yaara latt na lage
tu sahi zamana ye galat sa lage
aisi bhi kisi ko yaara latt na lage
hothon pe rehne du main
ya fir keh du main
in baaton ne
pehle aisi hade langhi na
main raat bhar
main raat bhar
jaga hu teri yaadon mein
tu ye bata yaad mein meri
tu bhi jagi na
main raat bhar
main raat bhar
jaga hu teri yaadon mein
tu ye bata yaad mein meri
tu bhi jagi na
tera nasha ye feeni lage
din tez aur raat jeene lage
fisla dil abhi-abhi na
fisla tha pehle kabhi
pehle neendon ke peeche
ye aankhen bhagi na
main raat bhar
main raat bhar
jagi hu teri yaadon mein
tu ye bata yaad mein meri
tu bhi jaga na
main raat bhar
main raat bhar
jaga hu teri yaadon mein
tu ye bata yaad mein meri
tu bhi jagi na
ishq hua
tera mukhda chann varga
takdi jawan mann kar da
raat nu ae
tang kar da
tang kar da ae
tang kar da ae
tang kar da
zor mera nayi chalda
ishq tera metal da
raat nu ae
tang kar da
tang kar da ae
tang kar da ae
tang kar da
ishq hua

