| Song | Saawariya |
| Artist | Deedar Kaur (Feat. Suhit Abhyankar) |
| Album | Saawariya [Single] |
| Written by | Kunaal Vermaa |
| Produced by | Billa Production |
Saawariya Deedar Kaur Lyrics
Ishq mein tere bhul gayi hoon
Mein duniya saari
Jeet gayi mein jis din se hoon
Dil tujhpe haari
Ishq mein tere bhul gayi hoon
Mein duniya saari
Jeet gayi mein jis din se hoon
Tere khwab se maine bhar di apni galiyan
Jisme tu hai mein hoon
Itni si meri duniya
O saawariya…
Tere bin yeh jiya na laage
O saawariya…
Tere bin yeh jiya na laage
O saawariya…
Tere bin yeh jiya na laage
O saawariya…
Tere bin yeh jiya na laage re
Na laage, Na laage, Laage
Na laage, Laage
Na laage, Na laage, Laage
Na laage, Laage
Saans teri chalti hai
Mehsoos mujhe hota hai
Bas tere dil ki baatein
Mera dil sunta hai
Chahe safar ho jitna sab tere pe karna hai
Jeena kitna baaki hai
Yeh kisne socha hai
Mere liye har cheez teri hai
Jaan se bhi pyari
Jeet gayi mein jis din se hoon
Dil tujhpe haari
Tujhko deke rab ne aisa inaam diya
Sach mein khuda hota hai
Maine bhi maan liya
O saawariya…
Tere bin yeh jiya na laage
O saawariya…
Tere bin yeh jiya na laage
O saawariya…
Tere bin yeh jiya na laage
O saawariya…
Tere bin yeh jiya na laage re
Haan…
Na laage, Na laage, Laage
Na laage, Laage
Na laage, Na laage, Laage
Na laage, Laage jiya
[X4]
Saawariya…
Saawariya laage na jiya





