Seen Tanishk Bagchi Lyrics

Seen Lyrics — Tanishk Bagchi (Feat. Harman Brar)

Song Details

Seen Tanishk Bagchi Lyrics

teri baahon mein
main rehna chahta hoon
phir bhi na milta
sukoon mujhe
ye kaisa tera jism
jism mein dooba tha
itna ke dhoond na paaya
main kinaara
main tera sahaara main

pyaar ka matlab
kya hota hai
kyun dard deta
jo sahi hota hai
isse behtar ye tanhaai
ye teri jo hai judaai
main akela jee tere bin

chupke chupke raat din
aansoo bahaana yaad hai
chupke chupke raat din
aansoo bahaana yaad hai
humko ab tak aashiqui ka
humko ab tak aashiqui ka
wo zamaana yaad hai
chupke chupke raat din
aansoo bahaana yaad hai

ye jo dil ka silsila hai
na shikaayat na gila hai
mujhko aadat ho chuki hai
iski na koi ab dawa hai
dawa bhi hoon aisi
jo tumko bhula de
bhula ke jo la de
wo mere iraade

iraadon mein mere
jo khwaahish thi baaki
wo baaki si khwaahish
tu poori kara de

kitna ha khud ko
bachaaya main
mujh pe hi baazi
lagaaya main

khela jo tune ye khele jo
uss pe hi jaake main
savaar aaya main

isse behtar ye tanaai
ye teri jo hai judaai
main akela theek tere bin

chupke chupke raat din
aansoo bahaana yaad hai
chupke chupke raat din
aansoo bahaana yaad hai
humko ab tak aashiqui ka
humko ab tak aashiqui ka
wo zamaana yaad hai
chupke chupke raat din
aansoo bahaana yaad hai