| Song | Ya Khudaya |
| Artist | Altamash Faridi |
| Album | Love In Vietnam (2025) |
| Written by | Rashid Khan |
| Produced by | Saif Ali |
Ya Khudaya Altamash Faridi Lyrics
tere mere
darmiyan jo
pyar tha
kahan gaya
tu jo rootha
mujhse to toh
mera jahan
lutt gaya
tu jo milke bhi mujhse
mila kyu nahi
iss ibaadat ka meri
sila kyu nahi
iss ibaadat ka meri
sila kyu nahi
ya khudaya
kyun rulaya
dil dukhaya
kyun mera
ya khudaya
kyun rulaya
dil dukhaya
kyun mera
tere mere
darmiyan jo
pyar tha
kahan gaya
tere bin
main qaid mein hoon
apni yadon se
de-de rihaayi mujhe
tere bin
main qaid mein hoon
apni yadon se
de-de rihaayi mujhe
saahil pe
khada hoon main tanha
maar daale na
teri judaai mujhe
maar daale na
teri judaai mujhe
phul chahat ka dil mein
khila kyu nahi
do kadam saath mere
chala kyu nahi
do kadam saath mere
chala kyu nahi
ya khudaya
kyun rulaya
dil dukhaya
kyun mera





