| Song | Mizaaj |
| Artist | Aditya Narayan |
| Album | Mizaaj (single) |
| Written by | Manoj Yadav |
| Produced by | Aditya Narayan & Gaurav Bhat |
Mizaaj Aditya Narayan Lyrics
banjaye
dil ki baat
rakh do na, do na
haathoon main haath
saach kahoon to
tu meri aakhon ki
bhookh hai pyaas hai
talaash hai
inn dhadhkano ki
tu paak libaas hai
paas hai, paas hai
tu is jaan ki khaas hai
hai…
kaise ye dil dhaadakega?
tere bin, to ye dil tadaapega
tujhse toh bas meri
choti si ye darakhwast hai
ek baat hai
har lamhaan bin tere na
bardaasht hai
mann ka ye mizaaj hai
saun martabha main
dauhraata reheta hoon
bas naam tera
main lab pe rakhta hoon
maano duan hai

