Saath Nibhana Abbas Ali Mirza & Biswa Lyrics

Saath Nibhana Lyrics — Abbas Ali Mirza & Biswa (From “Vijeyta”)

Song Details

Saath Nibhana Abbas Ali Mirza & Biswa Lyrics

pyaar tera hi
zindagi ban
gaya hai meri
dikh raha tu hai
rab sa
bandagi hai meri

sapno ka ye safar
ab bahut
door tak jaayega
manzil ab apne
kadmo par le aayega

tujhko paakar yaara
ab aur mujhe
kya paana hai
manzil se aage humko
saath milke jaana hai

Saath Nibhana hai
Saath Nibhana hai
jab tak ye saanse hain
Saath Nibhana hai
Saath Nibhana hai
Saath Nibhana hai
jab tak ye saanse hain
Saath Nibhana hai

ishq dariya
ishq logon ne
kiya hai, kiya hai
hum bas karenge
wafa thaan liya hai
roothe ye duniya
par tu na roothna
mujhse to yaara
kabhi na ho khafa

pyaar tera hi
zindagi ban
gaya hai meri
dikh raha tu hai
rab sa
bandagi hai meri

tujhko paakar yaara
ab aur mujhe
kya paana hai
manzil se aage humko
saath milkar jaana hai

Saath Nibhana hai
Saath Nibhana hai
jab tak ye saanse hain
Saath Nibhana hai
Saath Nibhana hai
Saath Nibhana hai
jab tak ye saanse hain
Saath Nibhana hai

tu hi to manzil meri
tu hi to hai raasta
apna to bas hai sanam
dil se dil ka vaasta
tu hi to manzil meri
tu hi to hai raasta
apna to bas hai sanam
dil se dil ka vaasta

Saath Nibhana hai
Saath Nibhana hai
jab tak ye saanse hain
Saath Nibhana hai
Saath Nibhana hai
Saath Nibhana hai
jab tak ye saanse hain
Saath Nibhana hai